You are on page 1of 2

Rozon ke ayym k ibdat Taruf: Azzo! rozon ke ayym Kalsiy sl ke khs ayym hain.

In main hamen mauqa milt hai, ki ham apn Mash tarz-i zindag par sanjdag se ghaur karen, ki ham apn zindag ko Yis ke kahne ke mutbiq basar karte hain y nahn. Yih ayym roza wuh ndir mauqa hai, jab ham diynatdr k raushan men khairt aur hamdard ke kmon se apne hamsyon k madad kar ke bilwstah Khudwand se rbitah qim karte hain, aur sahh rhn zindag ke gawh hahrte hain. Pas is ibdat k maqsad yih hai, ki ham ek br phir Khudwand ke kahne par amal kar ke amal zindag basar karen, aur Mash ke dukhon ko mahss karen. Aur us k tarah dukh bardsht karne k himmat paid kar lain. Gt: (Rozon k ko bh munsib gt gy j sakt hai) Sarbarh: Hamr madad Khud ke nm se hai. Sab: Jis ne smn aur zamn ko bany. Sarbarh: Ham du mngen: Ai nihyat mihrbn Bp, t jo ham ko bahut piyr kart hai, ham tere huzr du karne ke liye jama he hain. Ham sab ko apn barkat at farm, ki ham is ibdat men achhe tarqe se hissa le kar tere Bee ke dukhon ko samajh saken, aur apn zindagi, ko aur bihtar banen, yih mngte hain Mash hamre Khudwand ke wasle se. mn Tilwat Kalm-i Pk: Raslon ke aml 7:54-8:3 Tilwat k Taruf: Apne mulk men ham aqalliyat men shumr hote hain. Qadm Mash bh apne zamne men aqalliyat h the. Un k hukmat aur aksariyat se hamesha kash-makash chalt raht. Un par zulm bh he jte the, us tarah hamre mulk men hamen apne mn aur apne mazhab ko qim rakhne ke liye musbaten aur dukh uthn pate hain. Is tilwat men Istifanus ke sang-sr kiye jne k wqiah bayn kiy gay hai. Jo yih zhir kart hai, ki qadm Mashon ke sth kis tarah k sulk kiy jt th.

Injl-i Muqaddas: Lq 21:8-19 Injl-i Muqaddas men Yis Mash mndron ko gh kart hai, ki unhen musbat ke waqt mabt rahn chhiye. Dhyn aur shukrguzr: (Tilwat ke bad kuchh der ke liye khmosh men Kalm-i Pk par ghaur karentabdla-i khayl bh kiy j sakt hai) Sarbarh: en ham apn munjt Khudwand ke huzr pesh karen. (Jamat munjt pesh kart hai) Sarbarh: Ham du mngen Ai qudds aur nihyat pk Khudwand Khud, ham ter shukr karte hain ki t ne j ham se kalm kiy hai. Aur hamen baty hai ki hamen taklf aur musbat ke waqt bh tujh men qim rahn aur ter gawh den hai, at kar ki ham in rozon ke ayym men tujh se ziyda tqat pen aur sargarm se apne watan men ter bishrat den, yih du mngte hain Yis Mash ke wasle se. mn Ai Hamre Bp,Salm-i Mariyam,Jall Bp, khir Gt Zail men chand tilwaten d j rah hain jin ke zare is tarah k ibdat taiyr k j sakt hai. (1)Ishay 58:1-9 (2) Mat 9:14-15

(1)Hizqil 18:21-28 (2) Mat 5: 20-26 (1)Irmiy 17:5-10 (2) Lq 16: 19-31

(1)Hsha 14:2-10 (2) Marqus 12:28-34 (1)Ishay 49:8-15 (2) Yhann 5:17-30 (1)Ishay 46:1-7 (2) Yhann 12:1-11

You might also like