You are on page 1of 1

Tuesday, 20 December 2011 TASKHEER E HAMZAD BATNI Sab se ziyada readers ne batni taskhir e hamzad pe likhnay ko kaha, is zaman

me sirf do amal pesh kiy jain ge, dono hi 100% authentic hain, ek asan he ek mushki l, Is post me asan amal pesh kia ja raha he next post me Insha Allah Qurani amal pesh kia jay ga batni taskhee keliy. amal ye he, is amal ke karny ke muta,adid tariqay mojood hain jo mery nazdik mustanad hain w oh pesh karta hoon. 1) bad az namaz e isha pas e pusht chragh jala ke say par nazar jama kar 3125 martaba apna nam parha jay, name ke pichay kalma ya lagay jay jesay agar kisi k a name saleem he to "YA SALEEM" parhna hoga, mdat 41 yom ho gi. 41 vain yom jo c hiz bhi samny nazar ay ya kuch bhi nazar na ay ap ne kehna he tum samny nahin at y na ao magar har waqt mery sath raho or jo me kahoon usay poora karo. magar yah an ek bat yad rakhen ke is amal me ye bhi mumkin he ke hamzad khood samny aa jay tab ap sharait tay kar lain jab wo kalam karay magar tadaad or mudat dono poori hona lazim he. agar hamzad samny nahi ata to batni taskheer ho jay gi. 41 din j o bhi tamasha ho sab se poshida rakha jay. ek bar phir yad dihani kara doon ke a gar doran e amal kisi bhi din apko hamzad nazar ay to samjh len ke ye amal apko zahiri taskhir tak le ja raha he phir bas ye pukhta yaqin rakh len ke ab ye kala m karay ga or jab tak kalam na karay amal jari rakhain. 2) namaz e isha ke bad tanha kamra me charagh jala kar saya ki gardan pe nazar j ama kar apny name ke pichay kalma ya laga kar apny name ke adad (Abjid e qamri s e liy jain) ke mutabiq parha jay is amal me mudat ka ta,ayan nahi he lekin 6mah tak lag sakty hain or is me hamesha zahiri taskhir hoti he ye batni keliy nahin, jis din bhi hamzad kalam karay woh amal ka akhri din hoga chahy pehlay din hi s amny a ke kalam kary ap sharait tay kar lain, magar tadad poori kar ke hi kalam karna he. HIDAYAT: ye hidayat ooper darj dono tariqon pe lagoo hon gi. khany pinay me kisi qism ka parhez nahin hoga jo marzi khain, sirf badboo dar or manashi ashiya ka parhaiz hoga. parhez bas itna he ke jo bhi khain pehly hamzad ko uska hisa dain, yeni pehly ha mzad ko dena he phir khood khana he, masalan ek luqma zamin pe daal diya or agar tanha bethay hain to zaban se kahen ke ay hamzad ye tumhara hisa he isay kha lo or mery pas aa jao, or agar tanha nahi bethay to zaban se to kuch na kahen maga r ek luqma gira dain ye khyal karty huy ke ye hamzad ka hisa he. har khany ki chiz me se usay hisa dena hoga pani piny se pehly bhi ek ghoont zam een pe dalna hoga. amal chand ki ibtidai tarikhon me kia jay. chagh or oil ya ghee ki koi khas shart nahi apni marzi ka jo bhi lay len or bas ye zaroori he ke shuroo se akhir tak charagh ek hi rahy or oil bhi ek hi qism ka maslan pehly din agar sarson ka tail chragh me daala tha to phir sarson ka tail hi dalna hoga koi or nahi daal sakty. or sab se ehm bat agar hamzad ko hisa dena bhool gay to amal barbad ho jay ga, i sliy is amal ko sirf woh hazrat karain jinki yaddasht achi ho or unhain yaqin ho ke un se ye ghalti nahin ho g. is amal me kamra me kisi or ke dakhil na hony ki shart nahi he, doran e amal yta nhai zaroori he. hamzad ko khany me hisa bhi sirf amal ki muddat tak dena he. 3) rat ke waqt pas e pusht charagh jala kar rozana 3125 martaba apnay name ke pi chay kalma "YA" laga ke say ki gardan pe nazar jamma kar pooray 41 yom tak parhe z e jilali o jamli samet parna hoga, hamzad ko khanay me hisa deny ki zaroorat n ahin ho gi or agar dain ge to assar or barh jay ga 41 yom me zahri ya batni task hir me se ek lazmi hasil ho jay gi amal chand ki pehli das tarikhon me karna hog a, HISAAR: upar darj tino tariqon me sirf or sirf badni hisar kia jay bilkul bezarar amal h ain. Posted by UMMAR at 01:03

You might also like